Tuesday, July 24, 2007

Ek bar Phir...... Just one more time......

"......... bas ek bar wapas lautne ka man karta hai ........



......... Aaj har wo baat yaad aati hai ........



......... kuch buri batein jo ab acchi lagti hain ........



......... kuch batein jo kal ki hi batein lagti hain ........



......... abki baar class attend karne ka man karta hai ........



......... Dopahar ki class mein aakhen band karne ka man karta hai ........



......... hostel ke chat ki wo raat yaad aati hai ........



......... exam ke time pe wo hasi mazak bahut pyari lagti hai ........



......... tab ki bekar lagne wali photo's chehre pe hasi laati hai ........



.........Ek aisi subah uthne ka man karta hai........



........ bas ek bar wapas lautne ka man karta hai........



......... bas ek bar aur ........



......... wapas lautne ka man karta hai........

No comments:

Post a Comment